EID MUBARAK

Friday, June 26, 2009

Selfish Sms

Kab hoi pyar ki barsat mujeh yad nahe?
kaif me dobhi mulaqat mujeh yad nahe?
main to madhosh tha kuch itna uski chahat mein,
usny kab chor diya sath mujeh yad nahi,



Judai har pal yun mehsoos na hoti, kash wo itni majbur na

hoti, waqt banaa deta hai insan ko bewafa warna mohabat itni

mashhoor na hoti !



Dil ke angan se chand ka didar ho gaya, Mai uska divana ho

gaya chand badalo mai kho gaya, Hamne badal hatne ka

intazar kiya, Tabtak chand kisi or ka ho gaya.



Tumhari har ek baat bewafai ki kahani hai, lekin teri har ek

sans meri zindagi ki nishani hai, tum aaj tak samaj nahi paye

mere es pyar ko, esliye mere ansoo b tumhary liye sirf pani

hain!!!



Barbad kar gae vo zindagi pyar ke naam pe, bewafai mil gai

vafa ke inaam pe, zakhm hi zakhm de gaya vo dawa ke naam

pe, khuda bhi ro pada meri mohabbat ke anjam pe



Mohabbat sikha kar juda ho gaye... Na socha na samjha khafa

ho gaye... Duniya mein kisko hum apna kahein... Agar tum hi

bewafa ho gaye!!


agar karni thi bewafaai ,to pahle bata dete. duniya badi haseen thi,hum kahin aur dil laga lete.



Dil k Dard ko Lafzon mai dhala na gaya** Ghum k Ansuon ko Aankho se nikala na gaya** Us ne Mujhe Dard is liye diya** Q K us se Mera Pyar Sambhala na gaya


Woh bevafa nikli toh kya hua, kuch dino ka toh saath nibhaya tha, tadapta hua chhod gayi toh kya gilla, tadapna bhi toh ussi ne sikhaya tha...



Mehfil na sahi tanhai to milti hai, Milna na sahi judaii to milti hai, Kaun kehta hai pyaar me kuch nahi milta, Wafa na sahi be-wafaii to milti hai.....



Samajte hai wo k pathar hai hum,unko thokar maar jaenge,woh bewafa ek baar keh de NaFrAt hai humse, khuda kasam pathar to kya, phool ban kr b rah me nhi ayen ge.



Kisi k pyar me gehri chot khai hai, wafa se pehle hi bewafai pai hai, log to dua mangte hain is haal me marne ki, par humne uski yadon me jine ki kasam khai hai



Na thi JISKO mere pyaar ki kadar... Itefaq se USSI ko chah rahe they hum... Usi diye ne jalaya mere hathon ko, Jisko hawa se bacha rahe they hum.!



Unko azmakar dekh liya, ek dhoka kha kar dekh liya, kya hua hum hue barbad. Unhone to apna dil behlakar dekh liya.



Bewafaa voh nahi hum hi kharab thay zeher ki zarurat nahi mar jayenge shrab se. Kaante mehsus hi nahi hue kyonki pyar hi itna tha uss Gulab se.



Saza dene wale raza puchte hain, Jeene ki humse wajah puchte hain, Dete hai khud hi zeher, Aur aakar kitna hua asar puchte hain...
 

1 comment:

Get Free Hot Wallpaper And Actress Pics!!!